2020 being the year of wildfires, earthquakes, pandemic that is still going on, I think a good amount of people will remember 2020 by the dialogues from their favourite shows and movies. The good movies and shows helped us to endure the lockdown and staying at home 24×7. And many dialogues left a mark on us. So here are some of such best dialogues.
- Paatal Lok – If man like dog, he is good man. If dog like man, he is good man.
- Mirzapur S2 – Takleef unki nahi hoti jo chale jate hain, takleef unki hoti hai jo peeche reh jate hain.
- Scam 1992: The Harshad Mehta Story – Risk hai toh ishq hai.
- Panchayat – Do bacche hain meethi kheer, usse zyada bavaseer.
- Chhalaang – Teacher ka kaam hai sikhana. 90 laane wale ko 100 tak koi bhi le jaa sakta hai. 10 wale ko 40 tak le jao toh baat hai.
- Thappad – Just a slap, par nahi maar sakta.
- Aarya – Kabhi kabhi baat sahi aur galat ki nahi, galat aur kam galat ki hoti hai.
- The True Story Of Gunjan Saxena: The Kargil Girl – Jo log mehnat ka saath nahi chhodte, kismat kabhi unka saath nahi chhodti.
- Chhapaak – Unhone meri surat badli hai, mann nahi.
- Angrezi Medium – Inside I am very emotional and outside I am very happy for my bitiya.
- Asur – Peeda se bada shikshak aur koi nahi.
- Shakuntala Devi – Doosre kya sochte hai sochne lagenge, toh saari zindagi bhar sochte hi reh jayenge.
- Ludo – Koi akela hota hai, apna kehne ko koi nahi hota hai. Aur koi apno mein bhi akela hota hai.
- Mismatched – Kisse pyaar karein kisse na karein yeh hamare haath mein kaha hota hai?