Top 5 Poetic Pieces in Bollywood Movies

Poet

Image Credit: Flickside.com

Bollywood movies sometimes are a complete treat. From plot and characters to music and lyrics, some of them present it all. Poetry is something which is appealing to many and understanding this, the makers of the films do not miss adding some artistic pieces of poetry to enhance the beauty of their music and storyline. The inclusion of poetry makes the movie enter the viewers’ souls.

Today, TSA has brought some of the heartwarming poetic pieces present in some of the most impactful movies of Bollywood. They are not just euphonious but provide food for thought as well.

1. “Jhelum bhi main” from Haider.
This movie does not only engulf an agreeable adaptation of Shakespeare’s Hamlet, or a political spectrum but also features some of the most appetizing dialogues of all time. One of them is this rhyimng verse.

Darya bhi main,Darakht bhi main.

Jhelum bhi main,
Chinar bhi main.
Dair bhi hoon,
Haram bhi hoon.
Shia bhi hoon,
Sunni bhi hoon,
Main hoon pandit.
Main tha, main hoon,
Aur main hi rahoonga.

This beautifully crafted dialogue in the form of a poem with all its intricacies wholesomely relates with its speaker Roohdar, played by the most iconic, late Irfan Khan, and hence it has to be on this list.

Watch Haider at Netflix.

2. “Qaidi Number 786” from Veer Zara

Veer Zara is sure to give life goals to the couples. With its theme, characters, locations, it is already one of the most wonderful productions by Yash Raj. Each of its songs has meaningful lyrics. But among those wonderful songs, what won our hearts fully is the poem “Qaidi Number 786”.

Main qaidi number saat sau chiyasi
Jail ki salaakhon se bahar dekhta hoon
Din mahine saalon ko yug mein badalte dekhta hoon.
Is mitti se mere bauji ke kheton ki khusboo aati hai.
Yeh dhoop meri matti ki thandi chaach yaad dilati hai.
Yeh baarish mere saawan ke jhoolon ko sang sang laati hai.
Yeh sardi meri lohri ki aag sek kar jaati hai.

Woh kehte hain yeh mera des nahin
Phir kyon mere des jaisa lagta hai?
Woh kehte hai main us jaisa nahin
Phir kyon mujh jaisa woh lagta hai?
Main Qaidi number saat sau chiyasi,
Jail ki salaakho se bahar dekhta hun.

During the climax, Shahrukh Khan just won our hearts for the umpteenth time when he recited this poem. Each one of the viewers could empathize with him and his words. This poem surely gave us a unique aspect to meditate.

3. “Kabhi Kabhi” from Kabhi Kabhi

The movie “Kabhi Kabhi” has a reverent place in the hearts of people who love. It changed the way people romanced. With a profound rhythm as the mountainous voice of Amitabh Bachchan sounds, the evergreen poem from the movie is here.

Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai,
Ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne pati
To shadab ho bhi sakti thi.

Yeh ranj-o-gham ki siyahi jo dil pe chhayi hai,
Teri nazar ki shu’aon main kho bhi sakti thi.

Magar yeh ho na saka aur ab ye aalam hai,
Ki tu nahin, tera gham teri justjoo bhi nahin.

Guzar rahi hain kuchh iss tarah zindagi jaise,
Ise kisi ke sahare ki aarzoo bhi nahin.

Na koi raah, na manzil, na roshni ka suraag,
Bhatak rahin hai andheron main zindagi meri.

Inhi andheron main reh jaoonga kabhi kho kar,
Main janta hoon meri hum-nafas, magar yoonhi,
Kabhi kabhi mere dil main khayal aata hai.

4. “Zinda Ho Tum” from Zindagi Na Milegi Dobara
This movie has a separate fanbase for all the lessons on friendship and life that it encapsulates within its plot, dialogues and of course, the poetry. What could be more inspiring than the voice of dashing Farhan Akhtar announcing the poetic metaphors of life? Read and ruminate.

Dilon mein tum apni betaabiyan leke chal rahe ho,
Toh zinda ho tum
Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho,
Toh zinda ho tum
Hawa ke jhokon ke jaise aazad rehno seekho.
Tum ek dariya ke jaise lehron mein behna seekho.
Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein.
Har ek pal ek naya samaa dekhiye.

Jo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe ho,
Toh zinda ho tum.
Dilon mein tum apni betaabiyan leke chal rahe ho,
Toh zinda ho tum.

5. “Jab Tak Hai Jaan” from Jab Tak Hai Jan.
The charming words by Aditya Chopra, the brutal yet gentle voice of Shahrukh Khan, guitar-strumming by A.R. Rahman, what else does a poem need to be savoured as a treasure by the artistic audience. Read the poem and get transcended to the magical universe.

Teri aankhon ki namkeen mastiyan,
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan,
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan,
Nahi bhoolunga main,
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.

Tera haath se haath chhorna,
Tera saayon se rukh morna,
Tera palat ke phir na dekhna,
Nahin maaf karunga main,
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.

Baarishon mein be-dhadak tere naachne se,
Baat baat pe bewajah tere roothne se,
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se,
Mohabbat karunga main,
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.

Tere jhoothe kasme vaadon se,
Tere jalte sulagte khwabon se,
Teri be-raham duaaon se,
Nafrat karunga main,
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.

Watch Jab Tak Hai Jaan at Amazon Prime.

These were some of my most treasured poems from Bollywood movies. And I’m sure some or all of them must be yours too. Apart from these, there are several other soulful poems in Bollywood which have not been covered in this list. If you would like to read a sequel of this list, then let us know in the comments section below and we will soon be back with another such list with more heartwarming poems. Also, for more such content, keep checking our entertainment section.

 

Exit mobile version